Hello visitors, agar aap apne Android smartphone ko root karrhe hn ya aapne root karrkha h to aapko root ke bare me wo bate janna bhi jaruri h ki aakhir root kyo jaruri h ya hum root karne ke bad kya karsakte hn konse aap rooted device me kam karte hn. Mobile ko Root karne Ke Fayde kya hn ?
chaliye dosto maine apne pichle article me aapko Android mobile ko root karne ki hindi trick me bta chuka hu ki aap apne mobile ko kaise root karsakte hn. yaha m aapko btaunga ki root karne ke bad aapko kya fayda hota h ya mobile ko root karne ke fayde kya hn? chaliye ab m aapko step by step un sabhi apps ke bare me btata hu jinke liye aap apne mobile ko root karte hn. yaha m aapko btaunga ki aap unko kis tereh se upyog kar sakte hn.
Mobile Ko Root Karne Ke Fayde Kya hn ?
Dosto root karne par aap apne mobile ka imei number change kar sakte hn jo ki free recharge app ki loot trick me lagbhag karna padta h. aap rooted device me imei changer app, donkey guard, Android id changer, ROM Manager app etc ko use kar sakte hn. chaliye ab m aapko en apps ke bare me btata hu ki kisi bhi loot Trick ya free recharge app trick ko upyog karne ke liye aapko agar imei , device id , ya values change karni ho to aap kaise badal sakte hn –
Mobile Ko Root Karne Ke Fayde Kya Hn :-
1. Exposed Framework:-
dosto agar aapne apna mobile root kiya h to aapko exposed framework app apne mobile me install karna hoga kyonki es app ko download karne ke bad hi aap imei changer or Android id , donkey Guard aap ko install karsakte hn.
2. Xposed imei changer app:-
dosto agar aapko apne mobile ka imei number change karna h to aap imei changer app se imei number change kar sakte hn.
Note :- imei change karna ek illegal process h please agar aap isko education purpose ke liye kare to hi jyada acha rehta h.
3. Device Id Changer App:-
aap Android id changer aap se apne mobile ki Android id change kar sakte hn. ye ekdum simple h.
4. Donkey Guard App:-
dosto donkey guard aap se aap apne browser, koi bhi app ya software ya game ki Android id, imei, ya uski kisi bhi tereh ki value change kar sakte hn. app donkey guard se play store ki value bhi change kar sakte hn.
5. Root Checker App:-
aap root checker app se apne mobile me install karke check karsakte hn ki aapka mobile rooted h ya nhi.
Dosto agar aapka mobile rooted h to aap en apps ka upyog jarur kare. ye sabhi apps app sirf education purpose ke liye hi use kare. kisi bhi free recharge app ki loot Trick ke liye ye app bahut jaruri hote hn.
Dosto mujhe aasha h ki aapko mera ye article “mobile ko root karne ke fayde” pasand aaye. agar aapko article pasand aaye to aap mujhe comment karke support kare. kisi bhi tereh ki help ke liye contact kare – hamare whatsapp number ya comment kare.
“Mobile Ko Root Karne Ke Fayde Kya Hn”
“Hme Visit Karne Ke Liye Aapka Sukriya
No comments:
Post a Comment