Dosto, Android mobile pe computer ko kaise chalaye ya connect kaise kare ?ye question shayad apke man me bhi ata hoga. Iss trick se ap apne comuter ya laptop ko apne mobile se connectkar paoge jisse aap mobile se hi pure system ko operate kar paoge. Shayad aap bhi sotch rahe honge k ye kaise possible hai.
But, its true aap apne computer screen ko apne mobile phone pe dekh paoge aur sabhi files, movies, imageand everything jo apke pc me hai use access kar sakoge. Simply kahe to apka mobile ek small computer k tarah kaam karega. Isse sabse jyada faida ye hai k app kahise bhi apne smartphone par apne computer ko chala ya access kar paoge. Mobile par computer ko operate karne k liye aap niche diye steps ko atche se parhe
Lekin, apne mobile ya smartphone pecomputer ko operate ya chalane k liye hume kuch chizo ki jarurat hogi. Inmese sabhi apko bohot hi asani se mil jayega. To niche diye jaruri chizo ko dekh le jo hame is trick me chahiye hogi.
- Chrome remote desktop app (Mobile pe)
- Chrome remote desktop extension (pc k chrome browser pe)
- E-mail address jo apke android mobile pe registered hai.
- Aur apne pc me jaruri hai.
Ye Chize apko kahase download karna hai aur kaise use kare niche steps me parhe. To, chaliye hum age computer/pc ko mobile pe kaise connect kare ye jan le.
Android mobile pe pc ko kaise chalaye ya connect kare?
Mobile se computer ko chalane k liye sabse pehle aap apne mobile se Google playstore pe jaye. Playstore pe jake
ko apne mobile pe download kare aur install kare.
Install karne k baad apne computer pe jaye aur Chrome browser open kare. Agar apke paas chrome browse nahi hai to upar diye link se download kare. Google chrome browser ko open karne k baad apko Chrome Remote Desktop extension ko browser pe install karna hai.
Install karne k liye Browser k address bar pe chrome://chrome-signin/ type kare. Type karne k baad enter press kare.
Iske baad browser apko chrome k log-in page pe le jayega. Iss log-in page pe aap apni e-mail id aur password bhare. Dhyan rahe mail id wohi de jisse apne apne android phone ko register kiya hai.
Log in hone k baad apke browser ka screen load hoga aur YOU HAVE SIGN IN TO CHROME ka ek message show karega. Iss message pe niche OK GOT IT pe click kare aur age bade.
Ab mobile pe computer ko chalane ke liye apka first setup pura ho chuka hai. Next hume Chrome remote extension ko install karna hai apne computer k chrome browser pe. Download karne k liye iss link pe jaye
Aab apke browser pe chrome extension download ka page open ho jayega. Iss page se apne extension ko download kare. Download karne k liye ADD TO CHROME k link ko click kare.
Click karne k baad ek exe file download hona shuru ho jayega.
Computer ko connect karne k liye exe ko pehle install kare
Exe file download hone k baad file ko open kare aur install kare. Install karne k liye normally exe file ko open kare aur steps ko follow kare. Install process ko complete karne k baad apko ek 6 digit pin code add karne ke liye kaha jayega. Iss pin code ko yad rakhe kyuki ye pin apko mobile se computer ko connect karte samai chahiye hoga.
Agar apko install karne me koi problem hoti hai to mujhe comment pe bataye.
Computer ko mobile pe chalane k liye mobile pe settings kare
Computer pe remote access ready karne k baad ab hum mobile pe install kiye huwe REMOTE DESKTOP APP ko open karenge. Open karne k baad app me apko apne computer ka address dikhega.
Ab aap apne desktop k icon pe tap yane select kare. Select karne k baad apse wo pin code pucha jayega jo aapne computer pe exe file install karte samai dali thi.
Apna pic code box pe dale aur niche connect pe tap kare. Yes, now ap apne mobile pe computer ko access yane chala paoge. Apke mobile pe apka computer screen display hona shuru ho jayega. Aab aap ap apne mobile se computer ko chalaye aur enjoy kare. Connect hone k baad aap computer k sabhi files ko access kar paoge. Simply, aap whole system ko mobile screen se operate kar paoge.
Dhayn rahe iss trick k liye apke mobile aur pc dono me internet connection hona jaruri hai. Kyuki ye remote access internet k madhyam se hota hai. So, apke mobile aur pc internet se connected hona jaruri hai.
Final words on mobile pe computer ko kaise chalaye
Friends, Aaj apne sikha mobile pe computer kaise chalate he aur pc ko mobile se kaise connect kare. Ye trick bohot kaam ki hai agar aap apne computer ko kahi dur se access karna chahte ho to. Sirf jo chiz jaruri hai wo hai internet connection.
PC aur mobile net se connected ho to aap kahise bhi apne computer ko access aur chala paoge apne mobile se. Pc pe internet connect karne k liye aap mobile se data cable ya wifi ki madat se kar sakte ho. Is trick ko ekbar jarur try kare kyuki ye ek awesome trick hai.
SSN FULLZ AVAILABLE
ReplyDeleteFresh & valid spammed USA SSN+Dob Leads with DL available in bulk & high credit 700+
>>1$ each SSN+DOB
>>3$ each with SSN+DOB+DL
>>5$ each for premium fullz (700+ credit score with replacement guarantee)
Prices are negotiable in bulk order
Serious buyer contact me no time wasters please
Bulk order will be preferable
CONTACT
Telegram > @leadsupplier
ICQ > 752822040
Email > leads.sellers1212@gmail.com
OTHER STUFF YOU CAN GET
SSN+DOB Fullz
CC's with CVV's (vbv & non-vbv)
USA Photo ID'S (Front & back)
All type of Tools & Tutorials available
(Carding, spamming, hacking, scam page, Cash outs, dumps cash outs)
SQL Injector
Premium Accounts (Netflix, Pornhub, etc)
Paypal Logins
Bitcoin Cracker
SMTP Linux Root
DUMPS with pins track 1 and 2
WU & Bank transfers
Socks, rdp's, vpn
Php mailer
Server I.P's
HQ Emails with passwords
All types of tools & tutorials.. & much more
Looking for long term business
For trust full vendor, feel free to contact
CONTACT
Telegram > @leadsupplier
ICQ > 752822040
Email > leads.sellers1212@gmail.com